Kahin in raaton mein kho se gaye hain
Pyar ke woh lamhe so se gaye hain
Chain milta nahi tere bina,
Tu milta nahi mujhe sapne bina,
Dard itna hai tera mera ye jata nahi,
Ankhein num hain inhe hasna aata nahi
Tu ek baar jo has de to dil itna khilta hai,
Saare jahan ko chor doon mann karta hai.
Aaj paas aajao na, paas aaj aao na
Door aaj jao na, maaf aaj kar do na
Paas aa jao na (2)
Aaj paas aajao na, paas aaj aao na
Door aaj jao na, maaf aaj kar do na
Paas aa jao na (2)
Woh saare pal kyun bhulaoon aur kaise,
Mushkil hai bhool pana khud ko jaise,
Apne toote dil ke tukron pe na chalao,
Maaf kardo aaj mujhe na bhulao.
Mere haanthon mein de do apna haanth,
Ye zindagi hai poori sirf tere saath,
Dil ko aur rulao na
Aaj paas aajao na, paas aaj aao na
Door aaj jao na, maaf aaj kar do na
Paas aa jao na (2)
Aaj paas aajao na, paas aaj aao na
Door aaj jao na, maaf aaj kar do na
Paas aa jao na (2)